Meri bechainiyon ko chain mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Mere deewanepan ko sabr mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Zikr tumhara jab jab hota hai
Bheega bheega pyaar beh jaata hai
Chorus :
Meri tanhaiyon ko noor mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Verse :
Main raat din ye dua karun
Tere liye main jiun marun
Charon peher tujhe dekha karun
Mera jahan ye tujhpe fanaa karun
Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na honthon pe tera ehsaas
Chorus :
Mere har raaste ko manzil mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Verse :
Berang hawayein mujhe naa jaane
De gayin sadaa kyun abhi abhi
Hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
Jaayegi jaan meri isme kabhi
Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho har lamha teri daastaan
Chorus :
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye