Intro
Verse 1
Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
Aye Kaatib-e-Taqdeer, Madina likhde
Chorus
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
Aapke dar se khaali agarr jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Instrumental
Verse 2
Koi apna nahi ghamm mmmm ke maaray hain hum
Koi apna nahi ghamm mmmm ke maaray hain hum
Aapke dar pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke mar jaayenge aayy aayy
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Verse 3
Kya tumse kahoon aye Arab ke Kunwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Dar-e-furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na kat ti hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh bekhabri
Gaahe ba-figan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo hamri battiyaan
Chorus
Aapke darr se koi na khaali gaya
(Aapke darr se koi na khaali gaya)
Aapke darr se koi na khaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
(Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya)
Verse 4
Ho habeeb-e-hazin, ho habeeb-e-hazin
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
(Ho habeeb-e-hazin, Par bhi Aaqa nazar)
(Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge)
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Bridge
Maikashon aao aao oooo Madine chalen
(Madine chalen, Madine chalen, Madine chalen)
Maikashon aao aao oooo Madine chalen
(Madine chalen, Madine chalen, Madine chalen)
Pre-chorus
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
(Aao Madine chalen, Aao Madine chalen)
(Isi mahine chalen, Aao Madine chalen)
Verse 5
Tajalliyon ki ajab hai fizaa Madine mein
(Tajalliyon ki ajab hai fizaa Madine mein)
Nigah-e-shauk ki hai inteha Madine mein
(Nigah-e-shauk ki hai inteha Madine mein)
Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa Madine mein
(Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa Madine mein)
Namaz-e-ishq karenge ada Madine mein
(Namaz-e-ishq karenge ada Madine mein)
Barah-e-raast hai raahe-e-Khuda Madine mein
Pre-chorus
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
Chorus
Maikashon aao aao oooo Madine chalen
(Maikashon aao aao oooo Madine chalen)
Dast-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen
(Dast-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen)
Verse 6
Yaad rakho agar yaad rakho agar
(Yaad rakho agar yaad rakho agar)
Uth gayi ek nazar jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge
(Yaad rakho agar uth gayi ek nazar)
O nazar jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Instrumental
Chorus
Khauf-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr
(Khauf-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr)
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum
(Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum)
Verse 7
Ap hi agarr na lenge hamari khabar
Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
(Ap hi agarr na lenge hamari khabar)
(Hum musibat ke maaray kidhar jayenge)
(Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram)
Interlude
Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursan tuhi, pursan tuhi, pursan tuhi, pursan tuhi
Verse 8
Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan
Aye Muliseh beemar-e-gham
Aye Qaasid-e-parkhundapaye
Chorus
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
(Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam)
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
(Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan)
Aapke dar se khaali agarr jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram