Verse 1
Dil kahe kahaaniyan pehli dafa
Armaano mein rawaniyan pehli dafa
Pre-Chorus
Ho gaya begana main hosh se pehli dafa
Pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya
Chorus
Verse 2
Kabhi dard si, kabhi zard si
Kahin chahatein hui meherbaan
Ik woh nazar, ik woh nigaah
Rooh mein shaamil iss tarah
Pre-Chorus
Ban gaya afsana ik baat se pehli dafa
Paa liya hai thikana baahon ki hai panaah
Chorus
Verse 3
Pre-Chorus
Pyaar tha anjaana hua saath mein pehli dafa
Yeh asar ab jaana kya rang hai yeh chadha
Chorus